Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
magar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahin
har ek din udaas din tamaam shab udaasiyaan
kisi se kyaa bichar gaye k jaise kuchh bachaa nahin
wo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin
qadam qadam safar mein ab koii bhii lab duaa nahin
ham apane is mizaaj mein kahin bhii ghar na ho sake
kisii se ham mile nahii.n kisii se dil milaa nahin
hai shor-saa taraf taraf ki sarahadon kii jang mein
zamii.n pe aadamii nahii.n falak pe kyaa Khudaa nahin
- More Related SMS - Love SMS, Romantic SMS and more..
- pyaas vo dil pyaas vo dil kii bujhaane kabhii aayaa bhii naheen kaisaa...
- Andheery rat mein rehtay to ketnaa achaa thaa Andheery rat mein rehtay to ketnaa achaa thaa…. Apne aap...
- “farq sirf itna thaa “ “farq sirf itna thaa ” tari doli uthi mari mayat...
- farq sirf itna thaa “farq sirf itna thaa ” tari doli uthi mari mayat...
- mere aansu rishta aisa ho jo hame apna maan sake hamare har...