Fizaoo main rang bharta hai tumhara chand sa chehra…
Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra…
Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela…
Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra…
Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain…
Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra…
Koi chehra meri aankhoun ko khera nahin ker sakta…
Mujhe madhosh karta hai tumhara chand sa chehra…
Meri basti se shayad iss liyay tum door rehte ho…
Gehan lagne se darta hai tumhara chand sa chehra…
Tawaja kis qadar dene laga hun aaj kal khud per…
Mere charoun taraf jab siyah raat aati hai…
To phir mujh mein uterta hai tumhara chand sa chehra…
Mere se yun hi TUM apni dosti rakhna…
Andhere main nikharta hai tumhara chand sa chehra…
- More Related SMS - Love SMS, Romantic SMS and more..
- Ab tu har Ab tu har bars,chand raat ko main chand ko dheekta...
- itna pyar hai dil main mere itna pyar hai dil main mere tum ho humsafer mere...
- main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main...
- Rang wale rang se tasveer badal dete hain Rang wale rang se tasveer badal dete hain,Nikle hue kamaan...
- teri jaga aj bhi meray dil main hai Mehek teri aj bhi meri sanso main he, har ek...