Wafa ruswa nahi karna…
Suno aisa nahi karna
Mai pehle hi akela hu
Muje tanha nhi karna,
Judai aa b jaye to
Ye dil chota nhi karna
Bohat musroof ho jana
Muje socha nhi karna,
Barosa b zarori hai
Magar sub ka nhi karna
Muqadar to muqadar hai
kabi shikwa nahi karna
Meri takmeel tum se hai
muje adha ni karna
suno asa soocha nahi kerna.
- More Related SMS - Love SMS, Romantic SMS and more..
- Aisa kabhi na karna Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik...
- Yaad kisi ko karna ye baat nahi jatane ki, Yaad kisi ko karna ye baat nahi jatane ki, dil...
- Kabi mehsoos karna Kabi mehsoos karna Apne dil ki dardkan ko Aur Sunna!...
- ye dua hay meri koi gala nahi hai, ye dua hay meri koi gala nahi hai, ay mery...
- Kaha tha tum say…mera intezaar na karna Kaha tha tum say…mera intezaar na karna dunya chahey jo...