Koi Tu Hota
Koi Tu Hota May Jis Ki Chahat Ka Khawab Banta
May Jis Ki Aankhon May Ask Ban K Sailaab Banta,
May Judai Key Mosam May Yaad Ban Key Azab Banta
Koi Tu Hota May Jis Key Dil Ki Awaz Banta,
May Jis Key Honton Pe Anay Walay Ilfaaz Banta
May Jis Key Liay Gulshan Ka Mehekta Gukab Banta.
Shayari love sms by (Nargis Khalid)
- More Related SMS - Love SMS, Romantic SMS and more..
- Shayari love romantic sms: teri yaad me Teri yaad may aksar hum khud ko bhool jate...
- Romantic Love SMS Message: user submitted Muja kabi tu wo chahay .Kabitu payar kareKabi tu...
- Love SMS msg, love poetry, love poems Shayad Kabhi Wo Aye Meri Reguzer MayBus Es Liay Hi...
- Orkut love scraps, shayari: User submitted Muja Ye Haq Tu Nahi.Ban Kay Rahon Payar TeraYaad...
- Love Sms: Definition of love Pyaar Kehtay Hein Aisay Jazbay KoDard May Doob Kar Smbhalnay...
Apne hone ka pata de dena
kabhi guzro to sada de dena
yaad Aa jaon ibadat main Agar
hath utha ke bus Dua de dena..
by Umair
Apne hone ka pata de dena
kabhi guzro to sada de dena
yaad Aa jaon ibadat main Agar
hath utha ke bus Dua de dena..
Koi Tu Hota
Koi Tu Hota May Jis Ki Chahat Ka Khawab Banta
May Jis Ki Aankhon May Ask Ban K Sailaab Banta,
May Judai Key Mosam May Yaad Ban Key Azab Banta
Koi Tu Hota May Jis Key Dil Ki Awaz Banta,
May Jis Key Honton Pe Anay Walay Ilfaaz Banta
May Jis Key Liay Gulshan Ka Mehekta Gukab Banta.
is duniya me dost kam milenge.
Is duniya me gham hi gham milenge.
jaha duniya nazar fer legi us mod pe dost tumhe Hum Milenge.. Kabir I like This Gazal Wonderful
Kuch rishte uperwala banata hai.
Kuch rishte log banate hai.
Par kuch log bina koi rishte ki hi rishta nibhate hai Shayad wahi sacche dost kahlate hai.. Kabir +917676444954
Aankhen kholu to chehra uska ho
Aankhen band karoon to sapna uska ho
mar bhi jaoon to koi gham nahi
bas kafan ki jagah duppata uska ho.
ye to bas ek soch hai sirf apni premika k prati
parantu mere dost wo na bhoolo jo aapki ma ne aapke saath kiya hai aapko apne aanchal me chhipakar doodh pilaya hai
bas pal bhar me hi sab kuchh bula doge………………
Kass Koe Ahsa Mera Sajan Hota
Muje Per Kuch Ulta Sida Leekta
Oos Ka Qalm Ke Mae Mohzo Hote
Mae Oss K Socho Ke Takhleeq Hote
Kass Koe Ahsa Mera Sajan Hota
Mae Oss K Honto Ka Geet Hote
Woh Mere Geet Ghata
Mae Rang Ba Rang Rango Mae Bekarte
Woh Muje Aapne Rango Mae Qaid Kerta
Mae Mitti Mae Gondti Rahti
Woh Muje Aapa Shakar Bana Ta
Kass Koe Ahsa Mera Sajan Hota