Mukaddar k sitaron per,
Zamanay k esharon per,
udasi k kinaron per,
kabhe veran shehraon per,
kabhe sunsan rahon per,
kabhi hairon ankhon main,
kabhi bayjan lamhon main,
tumhari yad chupkay say,
koi sargoshi kerti hay,
yeh palkain bheeg jati hain,
do ansu tot girtay hain,
main palkon ko jhukata hon,
bazahir muskurata hon,
faqat itna he kah pata hon,
mujhey kitna sataty ho,
MUJHEY TUM YAD ATAY HO,
MUJHEY TUM YAAD AATAY HO..
- More Related SMS - Love SMS, Romantic SMS and more..
- mujhe tum yaad ate hoo Muqaddar ke sitaron per zameen ki isharon per udaasi ke...
- Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey bahoun mein apni...
- Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Zindaan Ke Baad...
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey...
- Mujhey ho Gaya hai SMS ka BukhaaR Mujhey ho Gaya hai SMS ka BukhaaR Jabsay khaya hai...